www usa Khamoshiyan Guitar Chords | Arijit Singh | Song Lessons - songlessons.in

Khamoshiyan Guitar Chords | Arijit Singh | Song Lessons

Spread the love

Khamoshiyan guitar chords

Khamoshiyan song from the movie Khamoshiyan, song sung by Arijit singh
Writer(s): Jeet Gannguli, Rashmi Singh

Khamoshiyan Guitar Chordswww.songlessons.in

Chords: (F) (Am) (Dm) (Gm) (C) (A) (A#)
Strumming: D-DUDU

(F) Khamoshiyann aa(Am)waaz hai
Tum sun(Dm)ne to ao ka(Gm)bhi
Chhu(F) kar tumhey khill (Am)jaayengi
Ghar (Dm) inko bulaaoo ka(Gm)bhi

(A#) Bekarar (Gm) hai (A#) baat karney (Gm) ko
(A#) Kehne do inko (A)zara
Kha(A#)moshiyan teri (C) meri khamoshi(F)yan
Kha(A#)moshiyan liptti (C) hui khamoshi(F)yan

(Dm) Kya us gali mein kabhi tera jaana (A#) hua
(C) Jahan sey zamaaney ko guzrey zamaana (F) hua
(Dm) Mera samay toh wahin pey hai thehra (A#) hua
(C) Bataaun tumhe kaya mere sath kaya kaya (F) hua

(F) Khaamoshiyan ek (Am) saaz hai
Tum (Dm)dhun koi laao (Gm) zara
(F) Khaamoshiyan al(Am)-faaz hai
Kabhi (Dm)aa gunguna le (Gm)zara

(A#) Bekarar (Gm) hai (A#)baat karney (Gm) ko
(A#) Kehne do inko (A)zaraa
Kha(A#)moshiyan teri (C)meri khamoshi(F)yan
Kha(A#)moshiyan lipti (C)hui khamoshi(F)yan

(Dm) Nadiyaa ka paani bhi khaamosh behta ya(A#)haan
(C) Khilli chandani mein chhipi laakh khamoshi(F)yan
(Dm) Baarish ki boondhon ki hoti kahaan hai zu(A#)baan
(C) Sulagte dilon mein hai khaamosh uthta dhu(F)aan

(F) Khaamoshiyan aa(Am)kaash hai
Tum(Dm) udney toh aao (Gm) zara
(F) Khamoshiyan eh(Am)saas hai
Tumhe (Dm)mehsoos hoti hai (Gm)kya

(A#) Bekarar(Gm) hain(A#) baat karne (Gm)ko
(A#)Kehne do inko (A)zaraa..
Kha(A#)moshiyan teri(C) meri khamoshi(F)yan
Kha(A#)moshiyan lipti(C) hui khamoshi(F)yan

Hope you’re enjoying “Khamoshiyan Guitar Chords”
Follow us on Facebook

Tagged : / / /

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *